|
|
|
|
|
|
| Home >Songs And Films >Indian Songs >Pehli Nazar Main |
|
Pehli Nazar Main Aisa Jadoo
Pehli Nazar Main Aisa Jadoo Kerdia
Pehli nazar mein kaisa jaadoo kar diya
tera ban bhaita hai mera jiya
jaane kya hoga kya hoga kya pata
is pal ko milke aa jeele zara
main hoon yahan tu hai hai yahan
meri baahon mei aa, aa bhi jaa
ho jaane jaan dono jahan meri baahon mei aa, bhool jaa ..2
Har dua mei shaamil tera pyaar hai
bin tera lamha bhi dushwaar hai
dhadkano ko tujhse hi darkaar hai
tujhse raahatein tujhse hai chahatein..2
tu jo mili ek din mujhe main kahin ho gaya lapata
ho jaane jaan dono jahan meri baahon mei aa, bhool jaa ..2
Kar diya deewana dard e khaas ne
chain cheena ishq ke ehsaas ne
bekhayal di hai teri pyaas ne
chaaya suroor hai kuch to zaroor hai...2
ye dooriyan jeene na de haal mera tujhe na pata
ho jaane jaan dono jahan meri baahon mei aa, bhool jaa ..2
 Viewed : 183 Pass on this page to your Friend Rating :

|
|
|
Comments
|
| |
Send this Page to Your Friends
|
|
|
|
|
|